Saturday, 26 January 2019

Dwapar mai radha krishn

                   



Acha hi hua krishn kal dwapar m hua

 Hota agar kalyug m 
to bo maharash na hota
Krishn ka mohan aur 
Radha ka mohini swaroop na hota.
Jo murtiya aaj prem ki nishani h
Vo swikar na hoti
Kyuki prem ko aaj kon pehchanta
Yad rakhte un abkaro ko
Jinka kisi grantho m
Nam na hota.

Acha hi hua krishn kal  dwapar m hua

Jat dhram ki dhamki hoti
Na krishna radhe kai
Na radha krishn ke varg ki hoti.
Ran nitiya lagai jati
Is prem ko todne m
Radha krishn ko
Dikhaya jata jat dhram
Kuch alag hi roop mai.

Achha hi hua ye kal dwapar m hua

Murli bajate kanha
To radhe dodh kar na aati
Kyuki pehle hi pab me
 bediya jakdi jati.
Bhul jate sab
Ki unke dhram
Prem ki kahani h
Ram raj lane m
Krishna kal bhet chadate.

Acha hi hua krishn kal  dwapar m hua

Agar Aisa na bhi hota
To Sacha Prem bhi nhi hota
Gori Radha Ko sabla Krishna
Kabhi swikar hi nhi hota.

Accha hi hua ye kal
Kalyug m na hua.

Nhi to kal Radha ka hota
Ye kal Krishna ka hota
Par radha-krishn ka kal
 kho jata.

.....Ayush khare