Acha hi hua krishn kal dwapar m hua
Hota agar kalyug m
to bo maharash na hota
Krishn ka mohan aur
Radha ka mohini swaroop na hota.
Jo murtiya aaj prem ki nishani hVo swikar na hoti
Kyuki prem ko aaj kon pehchanta
Yad rakhte un abkaro ko
Jinka kisi grantho m
Nam na hota.
Acha hi hua krishn kal dwapar m hua
Jat dhram ki dhamki hoti
Na krishna radhe kai
Na radha krishn ke varg ki hoti.
Ran nitiya lagai jati
Is prem ko todne m
Radha krishn ko
Dikhaya jata jat dhram
Kuch alag hi roop mai.
Achha hi hua ye kal dwapar m hua
Murli bajate kanha
To radhe dodh kar na aati
Kyuki pehle hi pab me
bediya jakdi jati.
Bhul jate sab
Ki unke dhram
Prem ki kahani h
Ram raj lane m
Krishna kal bhet chadate.
Acha hi hua krishn kal dwapar m hua
Agar Aisa na bhi hota
To Sacha Prem bhi nhi hota
Gori Radha Ko sabla Krishna
Kabhi swikar hi nhi hota.
Accha hi hua ye kal
Kalyug m na hua.
Nhi to kal Radha ka hota
Ye kal Krishna ka hota
Par radha-krishn ka kal
kho jata.
.....Ayush khare

Please read it
ReplyDelete